Finding a job

I am looking for a job
main ek kaam doond karha(/i) hu.
kaam=naukari
to look / to search =doondna


are you looking for a job in India?
kya aap bharat me naukar doond rahe hai ?


What's is your qualifications (f) /achievements(m) ?
Aapki qualifications kya hai ?
= aapki yogyata kya hai ?

Aapke achievements kya hai ?
=aapke ooplabhdya kya hai?

What is your interests ?
Aapki ruchi kya hai ?

What is your salary (expectation)?
Aapki Tankwah kya hai ?
Tankwah= salary

What is your strengths ?
Aapki strengths kya hai?
Tagat (physical) = strengths 

aapki weaknesses kya hai ?
= aapki kamzooni-yan kya hai ?

Where are you looking for jobs ?
Aap naukari kahan pe doond rahe hai ?
India me. (In India)
LinkedIn pe (On LinkedIn) 


What is your skills ?
aapki skills kya hai?
mujhe writing aati hai.
aana = to know

main____ jaanti hun.
I know________.

mujhe programming aati hai.
mujhe accounting aati hai.
mujhe painting aati hai.

Tell me little bit about yourself?
aapke baare me kuch bataiye ?
John ke baare me kuch bataiye ?

I know security.
mai security jaanti hoon.
I work in airport security.
main airport security me kaam karti hoon.

know = Jaan-na
I know you.
mai aapko jaanta hoon.
mai _____ jaanta hoon.
mai Journalism jaanti hoon.
mujhe Journalism aata hai.

In which field 
kis field me ?
kis domain me 
kis area me ?

查看原文 >>
相關文章